Silvattein hain fikr-e-chashm-e-nam ki bisaat ki.
Bayabaan ki sarghoshi ko khabar na thi jab raqs-e-tanhaai ki.
Sadaaon ka mizaaj bhi hai ajab,
ki cheekhti hai nazar,
khamosh hai magar,
nigaah-e-yaar ki.
Bayabaan ki sarghoshi ko khabar na thi jab raqs-e-tanhaai ki.
Sadaaon ka mizaaj bhi hai ajab,
ki cheekhti hai nazar,
khamosh hai magar,
nigaah-e-yaar ki.
No comments:
Post a Comment